Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeS D Burman
HomeS D Burman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


unhein kho kar unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun main hairaan hoon ki aaj apni wafa se aur kya maangun unhein kho kar girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain yahi kaafi hai duniya ki hava se aur kya maangun unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun unhein kho kar meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye siva iske mohabbat ke khuda se aur kya maangun unhein kho kar
upar gagan vishaal upar gagan vishaal neeche gehra paatal beech mein dharti wah mere maalik tune kiya kamaal upar gagan vishaal ek phoonk se rach diya toone sooraj agan ka gola ek phoonk se racha chandrma laakhon sitaaron ka dola tune rach diya pawan jhakola ye paani aur ye shola ye baadal ka udan khatola jise dekh humara mann dola soch soch hum kare achambhaa nazar na aata ek bhi khambha phir bhi ye aakash khada hai huye karodon saal maalik tune kiya kamaal upar gagan vishaal tune racha ek adhbhoot praani jiska naam insaan jiska naam insaan jiski nanhi jaan ke bhitar bhara hua toofan iss jag mein insaan ke dil ko kaun saka pehchaan usmein hi shaitaan chhipaa hai usmein hi bhagwaan bada gazab ka hai ye khilona bada gazab ka hai ye khilona jiski nahin misaal maalik tune kiya kamaal upar gagan vishaal
heyyy hoooo upar wala dukhiyon ki nahin sunta re sotaa hai bahut jaga hai na upar wala dukhiyon ki nahin sunta re kaun hai jo usko gagan se utaare ban ban ban mere jaisa ban is jeevan ka yahi hai jatan sala yahi hai jatan are ghum ki aag bujhana hai to hamse sikho yaar aag lagi aag lagi hamari jhopadiya mein hum gaave malhaar dekh bhai dekh bhai kitne tamaashe ki zindagaani hamaar aag lagi hamari jhopadiya mein hum gaave malhaar dekh bhai kitane tamaashe ki zindagaani hamaar heyyyy bhole bhaale lalawa bhole bhaale lalawa khaye jaa roti baasi are ye hi khaa ke to javaan hoga beta ha ha ha bhole bhaale lalawa khaye jaa roti baasi badaa ho ke banega saaheb kaa chaparasi khel khel khel maati mein holi khel gaal mein gulaal hai na zulfo mein tel are apani bhi javaani kya hai sunate hai yaar aag lagi aag lagi hamari jhopadiya mein hum gaave malhaar dekh bhai kitne tamaashe ki zindagaani hamaar heyy sajani tu kaahe aayi nagari hamaari jaa bhaag jaa bhaag sajani tu kaahe
wahaan kaun hai tera musafir jaayegaa kahaan dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera beet gaye din pyaar ke palchhin sapnaa bani wo raaten bhool gaye wo tu bhi bhoola de pyaar ki wo mulaqaaten pyaar ki wo mulaqaaten tab door andheraa tab door andheraa musafir jaayegaa kahaan dam le le dam le le dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera koi bhi teri raah naa dekhe nain bichhaye naa koi dard se tere koi naa tadpaa aankh kisi ki naa royi aankh kisi ki naa royi kahe kiss ko tu mera kahe kiss ko tu mera musafir jaayegaa kahaan dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera hooooo ooooo musaafirrrrrr tu jaayegaa kahaannnnnn kehte hai gyaani duniyaa hai phaani paani pe likhi likhaayi hai sab ki dekhi hai sab ki jaani haath kisi ke naa aayi haath kisi ke naa aayi kuchh tera naa mera kuchh tera naa mera musafir jaayegaa kahaan dam le le dam le le
wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera beet gaye din pyaar ke palchhin sapna bani wo raaten bhool gaye wo tu bhi bhulaa de pyaar ki wo mulaaqaaten pyaar ki wo mulaaqaten sab door andhera sab door andhera musaafir jaayega kahaan dam lele dam lele dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera koi bhi teri raah na dekhe nain bichhaaye na koi dard se tere koi na tadpaa aankh kisi ki naa royi aankh kisi ki naa royi kahe kisko tu mera kahe kisko tu mera musaafir jaayega kahaan dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera ohh ho ho ooo toone to sabko raah bataayi tu apni manzil kyun bhoolaa suljha ke raaja auron ki uljhan kyun kachche dhaagon mein jhoolaa kyun kachche dhaagon mein jhoolaa kyun naache sapera kyun naache sapera musaafir jayega kahaan dam lele
waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya beqaraar dil iss tarha mille jis tarha kabhi hum juda na thei beqaraar dil iss tarha mille jis tarha kabhi haan juda na thei tum bhi kho gaye hum bhi kho gaye ek raah par chal ke do kadam waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya jaayenge kahan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin jaayenge kahan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin kya talaash hai kuchh pata nahin bun rahe hain dil khaab dum ba dum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya
aa aa aa aa wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein agar iss jahaan ka maalik kahin mil sake to poochhein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein teri berukhi ke sadqe aa aa aa aa aa teri berukhi ke sadqe meri zindagi ki khushiyaan tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein
woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya jo dil gair ka ho uska hona kya aur na hona kya woh dekhen to unki inayat aaaa haaa haaa aaa aaa aaaa hmm hmm hmm hmm ho ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmmmmm la lal laa la la laa laaaa aaaa haaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa haaa haaaa ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ye nazron ka khel nahin jab tak do dil ek na ho le dil ki lagi ka rona kya jab tak do dil ek na ho le haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro ishq ki baazi seedhiiiiiiii baazi are baazi baazi baazi baazi baazi baazi baazi ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro dil jeeto aur dil haaro iss saude mein o dil walon paana kya aur khona kya woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat
yaad aa gayi wo nasheeli nighahen yaaron tham lena tham lena meri baahen yaad aa gayi wo nasheeli nighahen jaam tab humne piya hai yeh ghum e dil ka nasha hai jaam tab humne piya hai yeh ghum e dil ka nasha hai kya jaanu gir ke sambhalna aaaa mere sang sang chalna yaaron tham lena tham lena meri baahen yaad aa gayi wo nasheeli nighahen
yaad karoge yaad karoge yaad karoge ik din humko yaad karoge tadpoge fariyaad karoge ik din humko yaad karoge aayengi jab saawan ki raaten jaag uthengi bhooli baaten bhooli baaten bhooli baaten dard se dil aabaad karoge ik din humko yaad karoge jise basaaya tha kabhi mann mein dhoondhoge dhoondhoge use baagh ban mein dhoondhoge dil ka sukoon barbaad karoge ik din humko yaad karoge dil mein basa ke chhod diya hai apna hi ghar barbaad kiya hai kaise usse aabaad karoge ik din humko yaad karoge kho kar humko paa naa sakoge honge jahaan hum aa naa sakoge aa naa sakoge paa naa sakoge tadpoge tadpoge fariyaad karoge ik din humko yaar karoge yaad karoge yaad karoge ik din humko yaar karoge
ghum pe dhool daalo oo oo keh kahaa lagaa lo o o are kaanton ki dagaria zindagaani hai tum jo muskuraa do raajdhani hai ghum pe dhool daalo keh kahaa lagaa lo kaanton ki dagaria zindagaani hai tum jo muskuraa do raajdhani hai ye honth sukhe sukhe ye baal rukhe rukhe bolo chhayi udaasi kyun yaaron yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti are yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti yaaron nilaam karo susti nadi geet gaaye aye aye jharna gungunaaye aye aye koi geet tum bhi saath gaa do na deep ek raah par jala do na nadi geet gaaye jharna gungunaaye koi geet tum bhi saath gaa do na deep ek raah par jala do na are hawaa sidhi sidhi saanjh phiri phiri dekho samaa suhana kaisa yaaron yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti yaaron nilaam karo susti aankh na churao na churao ruth kar
laaa lala laa laaa lala laa laaa lala laa laaa lala laa ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re maine dil se kahaa kya baat hai kahaa dil ne milan ki raat hai maine dil se kahaa kya baat hai kahaa dil ne milan ki raat hai kaahe ghoonghat mein mukhda chhupaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re mera manvaa manaaye rang raliyaa paas aa gayin hain saajan ki galiyaan mera manvaa manaaye rang raliyaa paas aa gayin hain saajan ki galiyaan meri chunari hawaa mein lehraaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re o dekho dekho baji shehnaaiyaan mohe aane lagi angdaaiyaan dekho dekho baji shehnaaiyaan mohe aane lagi angdaaiyaan meri patli kamar bal khaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re
ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane kismat se aate hain pyaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane dekho saawan dole bheegi zulfen khole dekho saawan dole bheegi zulfen khole maanon re o bhole o bhole baabu o bhole o bhole bhale baabu o bhole dekho rukti nahin hai bahaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane kismat se aate hain pyaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane dhadkan ke ye daane chitwan ke afsaane dhadkan ke ye daane chitwan ke afsaane sun sun o deewane deewane tu kya jaane deewane deewane tu kya jaane deewane aji milte kahaan hain qaraar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane kismat se aate hain pyaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane dil se dil jodo bhi do naina modo bhi dil se dil jodo bhi do naina modo bhi o saiyaan chhodo bhi chhodo bhi banna saiyaan chhodo bhi chhodo bhi banna saiyaan chhodo bhi kahin beete naa yunhi ye pyaar ke zamaane
ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa aaaa haaaa haaaa ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa kaisa bedardi haiiiiiii kaisa bedardi hai iski to marzi hai jab tak jawaani hai ye rutt suhaani hai nazren judaa naa hon armaan khafaa na hon dilkash bahaaron mein chhup ke chanaron mein yun hi sadaa hum tum baithe rahen gum sum wo bewafaaa jo kahe humko jaana hai ye dil ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa bechain rehta haiiiiii bechain rehta hai chupke se kehta hai mujhko dhadakne do shola bhadakne do kaanton mein kaliyon mein saajan ki galiyon mein phera lagane do chhodo bhi jaane do kho to naa jaaunga main laut aaunga dekha suna samjhe achhchhaa bahaana hai ye dil ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa saawan ke aate hiiiiii saawan ke aate hi baadal ke chhate hi phoolon ke mausam
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hmmmmmm zooo zooo zooo zoooo zooo zooo zooo tirdi eee eee eee tirdi eee eee eee tirdi eee ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota ho ho ho ho ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota suna jab se zamaane hai bahaar ke hum bhi aaye hai raahi ban ke pyaar ke suna jab se zamaane hai bahaar ke hum bhi aaye hai raahi ban ke pyaar ke koi na koi bulaayega khade hai hum bhi raahon mein ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota are maana usko nahin main pehchantaa banda uska pata bhi nahin jaanta maana usko nahin main pehchantaa banda uska pata bhi nahin jaanta milna likha hai to aayega khade hai hum bhi raahon mein ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota uski dhun mein padega dukh jhelna seekha humne
ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye daulat ke bhookhe ravaajon ki duniyaa ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai har ek jism ghaayal har ek ruh pyaasi nigaahon mein uljhan dilon mein udaasi ye duniyaa hai yaa aalam e badhawaasi ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jahaan ek khilauna hai insaan ki hasti ye basti hai murda paraston ki basti yahaan par to jeevan se hai maut sasti ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jawaani bhatakti hai badkaar bankar jawaan jism sajte hai baazaar bankar jahaan pyaar hotaa hai vyaapaar bankar ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa jahaan aadami kuchh nahin hai wafaa kuchh nahin dosti kuchh nahin hai ye duniyaa
Yeh Hansi Yeh Khushi
aaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa hoooooo oooooo ooooooo oooooo ye kaisa ye kaisa sur mandir hai jiss mein sangeet nahin ye kaisa sur mandir hai jiss mein sangeet nahin geet likhe deewaron pe hoooo geet likhe deewaron pe gaane ki reet nahin ye kaisa sur mandir hai jiss mein sangeet nahin ye kaisa beena teri meri jaise ek kahaani beena teri meri jaise ek kahaani iss ghar mein hum donon ki kisi ne kadar naa jaani beena teri meri jaise ek kahaani iss ghar mein hum donon ki kisi ne kadar naa jaani tera bhi koi meet nahin tera bhi koi meet nahin mera bhi meet nahin ye kaisa sur mandir hai jiss mein sangeet nahin murat rakh dene se kya mandir ban jaata hai murat rakh dene se kya mandir ban jaata hai yunhi pada rehne se sheesha pathar ban jaata hai wo pooja kaisi pooja hai wo pooja kaisi pooja hai jiss mein preet nahin ye kaisa sur mandir hai jiss mein sangeet nahin geet likhe deewaron pe gaane ki reet nahin ye kaisa sur mandir hai jiss mein sangeet nahin
hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye kisne geet chheda ye kisne geet chheda dil mera naache thirak thirak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri ye kis ki zulf bikhri jag saara gaya mehak mehak kis ki zulf bikhri chori chori haule haule thandi thandi hawaayen chori chori haule haule thandi thandi hawaayen kaliyon ke mukh chumen bagiyaa ko dulraaye daali daali jaaye lachak lachak kis ki zulf bikhri ye kisne geet chheda dil mera naache thirak thirak kisne geet chheda tumne hi kiya tona tumne hi jaadu phera tumne hi kiya tona tumne hi jaadu phera anjaani dagari pe chala dekho mann mera matwaala gaya behak behak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri jag saara gaya mehak mehak kis ki zulf bikhri ek baazi maine jeeti ek baazi dil haara ek baazi maine jeeti ek baazi dil haara mere saajan tere kaaran maine chhoda jag saara sang tere chali runak jhunak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri jag saara
ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu ye to pyaala sharaab ka ban gaya ye lahoo ye laal rang kab mujhe chhodega peene ki kasam daal di peeunga kis tarah haan peene ki kasam daal di peeunga kis tarah ye na socha toone yaar main jeeunga kis tarah ye laal rang kab mujhe chhodega hmmm chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher haan chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher na to yahan amrit mile peene ko na zaher ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak ho mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Unhein Kho Kar Dukhi Angarey (1954) 02:22 40137
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:22   Song Number : 40137   

Upar Gagan Vishaal Mashaal (1950) 02:55 13691
 
Poster of Mashaal (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 02:55   Song Number : 13691   

Upar Wala Dukhyion Ki Sagina (1974) 03:45 32542
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Om Prakash
Duration : 03:45   Song Number : 32542   

Wahaan Kaun Hai Tera Guide (1965) 04:50 21405
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:50   Song Number : 21405   

Wahaan Kaun Hai Tera (Long Version) Guide (1965) 06:00 38565
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:00   Song Number : 38565   

Waqt Ne Kiya Kya Kagaz Ke Phool (1959) 04:15 21406
 
Poster of Kagaz Ke Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:15   Song Number : 21406   

Wo Na Aayenge Devdas (1955) 04:17 13064
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Bali
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:17   Song Number : 13064   

Woh Dekhen To Unki Funtoosh (1956) 03:14 13247
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sheela Ramani
Duration : 03:14   Song Number : 13247   

Yaad Aa Gayi Wo Manzil (1960) 02:12 13683
 
Poster of Manzil (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 02:12   Song Number : 13683   

Yaad Karoge Do Bhai (1947) 02:50 13140
 
Poster of Do Bhai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 02:50   Song Number : 13140   

Yaaron Nilaam Karo Prem Pujari (1970) 04:26 13982
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:26   Song Number : 13982   

Ye Baat Koi Samjhaaye Sazaa (1951) 03:00 14182
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:00   Song Number : 14182   

Ye Bhi Koi Ruthne Solva Saal (1958) 05:38 14273
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 05:38   Song Number : 14273   

Ye Dil Deewana Hai Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:47 21434
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sadhana
Duration : 04:47   Song Number : 21434   

Ye Dil Na Hota Bechara Jewel Thief (1967) 05:24 21464
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:24   Song Number : 21464   

Ye Duniyaa Agar Mil Bhi Pyaasa (1957) 05:05 21465
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:05   Song Number : 21465   

Ye Hansi Ye Khushi Armaan (1953) 03:14 17457
 
Poster of Armaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:14   Song Number : 17457   

Ye Kaisa Sur Mandir Prem Nagar (1974) 04:45 13990
 
Poster of Prem Nagar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:45   Song Number : 13990   

Ye Kisne Geet Chheda Meri Surat Teri Ankhen (1963) 04:44 13737
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Pradeep Kumar
Duration : 04:44   Song Number : 13737   

Ye Laal Rang Prem Nagar (1974) 04:10 21446
 
Poster of Prem Nagar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:10   Song Number : 21446   
Karaoke Songs of s d burman, Sad Songs of s d burman, Love Songs of s d burman, Dance Songs of s d burman, Hip-hop songs of s d burman, Best songs of s d burman, Super hit songs of s d burman, hit songs of s d burman, duet songs of s d burman, solo songs of s d burman, old songs of s d burman, famous songs of s d burman, Hindi Karaoke Songs of s d burman, Hindi Sad Songs of s d burman, Hindi Love Songs of s d burman, Hindi Dance Songs of s d burman, Hindi Hip-hop songs of s d burman, best Hindi songs of s d burman, super hit Hindi songs of s d burman, hit Hindi songs of s d burman, duet Hindi songs of s d burman, solo Hindi songs of s d burman, old Hindi songs of s d burman, famous Hindi songs of s d burman, Sing Along Songs of s d burman, Sing Along Sad Songs of s d burman, Sing Along Love Songs of s d burman, Sing Along Dance Songs of s d burman, Sing Along Hip-hop songs of s d burman, Sing Along Best songs of s d burman, Sing Along Super hit songs of s d burman, Sing Along hit songs of s d burman, Sing Along duet songs of s d burman, Sing Along solo songs of s d burman, Sing Along old songs of s d burman, Sing Along famous songs of s d burman